<< CATEGORIES

Question No: 21466 asked by Zeeshan from Pakistan on 7/28/2010 10:04:53 AM

AoA, Mufti Shahab Istamai Dua k bara ma kiya hukam hai, kiya ya jayaz hai ya nahi?

Answer No: 21466

(WA ALAIKUM SALAAM)
Ijtimai duaa karna sunnat e Nabwi Salallahu alaihi wasalam hai lihza Farz nimaz kai baad Ijtimai duaa ka mamool sunnat e Rasool Salallahu Alaihi Wasalam hai aur PEGHAMBAR ALAIHI SALAAM nai Farz nimazon kai baad Ijtimai duaa ki targheeb farmai hai aur Bukhari, Muslim, Abu Dawood, Tirmazi Shareef sai AANHAZRAT SALALLAHU ALAIHI WASALLAM ka duaa karna aur SAHAB KIRAM (RA)ka aameen kahna saabit hai.ok