<< CATEGORIES

Question No: 20087 asked by Saba Farid from Saudi Arabia on 3/10/2010 10:09:12 PM

Respected Mufti Saheb Asslamalaikum Please koi aisi dua or wazifa batiye ki jisse Allah Taala ka Khaas Rehmo Karam ho jaaye aur saare masle hal ho jaayen .Thank you very much for everything Allah Hafiz

Answer No: 20087

(WA ALAIKUM SALAAM)sis
Aap gunahon sai bachny kaa ahtamaam karain deen dari aur taqwa apnain jitna insaan gunahon sai bachy gaa utnaa hee insaan ALLAH TAALAH kaa manzoor e nazar ho gaa.ok