<< CATEGORIES

Question No: 20085 asked by Bilal from Pakistan on 3/10/2010 4:50:25 PM

main nay khuwab main ake safaid rung ka mota chuha daikha. wo chalang laga kar mairay right haat par kat raha thaa main nay uss ko churaiya tu wo phir chalang laga kar muj ko kat raha tha ithnay main mairi aank gul gai.

Answer No: 20085

(WA ALAIKUM SALAAM)
aap ko kisi faasiq dushman sai nuqsaan kaa andesha hai jis sai aap ko nuqsaan pohnchy gaa iss liay apny muamlat par nazar rakhain aur hasb e tofeeq sadqaa dain.ok