<< CATEGORIES

Question No: 20074 asked by ssss from Pakistan on 3/10/2010 5:49:54 AM

salam main roz isha ki namaz ka bad 313 times KAHLAKNA AZWAJAN parhti ho mujha kisi na kaha tha 2 din pahla main na khowab main dakha koi aayat bata raha ha main kahti ho ya ayat to ami parhti ha lakin ankh kholti ha tab main ayat bhol jati ho phir main ya dua mangh kar soi ka mujha woh ayat dobara nazar ay to main na khowab main dakha SHAKURaN AZWAJAN mujha is ka matlab bata dain

Answer No: 20074

(WA ALAIKUM SALAAM)sis
aap yehi wazifa karti rahain aur khawab main iss baat ka isharah hai ALLAH TAALAH aap kai kaam bana dain gai.ok