CATEGORIES >> CHARITY, OBLIGATORY (ZAKAAT)

Question 21721: Salam! meine apne aik dost ko kuch paise dea thy kisi kaam k lea aur usne wo kaam na kea phr meine us se paise mangay tou wo wapis na ker ska tou kya mein usay zakaat k tor pe maaf ker skta hon wo paise?????? 8/26/2010 2:04:11 PM
Question 21698: As-salaam-uali-kum hazrath mufti saab, My question is can the zakat,fitr and sadqah be given to syeds and why?some one asked me a question that how can you be sure that they are syed and what proof do you have that they are syed cause syed names are only in pakistan and india.but in middle east no one has the last name as syed how can you answer this person. jzakallah hazrath. 8/24/2010 10:01:14 AM
Question 20422: SALAM MUFTI SAHIB, I AM SALARIED PERSON MY INCOME IS RS. 240,000 PER YEAR, CAN I GIVE ZAKAT FOR SAME AMOUNT. PLEASE ADVISE. THANKS 4/13/2010 1:59:10 AM
Question 20323: Assalam O alaikum, We have some money(Rs.25 Lacs) that we have invested in a business. We are using the profits to run our day to day expenses of the house. Will we have to pay zakat on this amount? Thank you very much, Wassalam. 4/5/2010 12:20:22 PM
Question 19286: mufti sahab assalamo alykum, 22qeeraat ky gold or 18 qeerat kay gold ki zakaat kia aik hi hisaab say nikalti hay,yaa 22 kay muqably main 18 ki zakat kam niklay gi,kion ky 18 qeerat main khot ki miqdaar ziaada hoti hay,doosra yay kay agar gold ki maaliyat kay hisaab say zakat dain to qeematy khareed lagaain ya qeematy farokht? jazakallh ws maria, 1/2/2010 1:51:27 AM
Question 18856: Aslamu Alaikum mujhay ye poochna hai k meray paas gold ki 12 tolay ya is se kuch ziada jewellery hai. main ne is per kabhi zkat nahin di sometimes halaat hi aisay nahin thay k zkat k pesay bhi nikal pati. bt ab Allah ka shukar hai k main zkat de sakti hoon to ye batein k 12 toley sona per kitni zkat bnti hai aur ye k kia mujh per pichlay salon ki bhi zkat deni farz hai jab se ye sona liya tha aur zkat nahin di thi zkat k pesay bta dein kitnay bntay hain 10 toley k hisab se bohat SHUKRIYA. 11/20/2009 1:01:49 AM
Question 18534: assalamolakyum mufti sahab main aik problem ka shikar hoon asal main mera husband ki tabiat kharab rehti ha jab sa shadi hui ha magar main na kabhi bhi in ko humara lia kuch karta hua ya bacha ka lia kuch saving karta hua nahi dekha bus in ki hur wakt koshish thi ka main mur jaon aur is had tak yeh bemar ho gai tah ka doc na inhain warn kar dia tha tumhain heart problem ha apna khayal rakho magar yeh apni life khatam karna ja raha tha aur khana par control nahi tha in ka pichla 20 dino sa yeh hospital main hain in ki open heart sergery hui ha magar in ka peecha inhoon na humara koi bandobust nahi kia ka hum kai karain ga bus humehsa sa mangana ki adat.rahi ha apna relatives sa us main sa koi bhi apni jaib sa nahi daita ha sab zakat aur sadaqat daita hain.main bhi kam karti hoon magar itna paisa nahi banati ka servive kar sakoon main na kuch saving kar rakhi thi ka yeh mera baita aur mera kam aai gi.ab mujha sab donation ki surat main help karna cha raha hain ki main us ki haqdar hoon ya nahi.kuon ka meri saving bhi itni nahi ha ka main sab aik saath sanbhal sakoon aur yeh tou hum sa sincere hi nahi hain meri buraiaan apni family main karta rehta hain mujha kuch samajh main nahi aa raha ka main kia karoon. 10/24/2009 1:41:30 PM
Question 18254: Assalam-o-alaekum, Mohtaram Mufti Saheb, Q1> Kia BC kay pasay say Zakaat ada ho sakti hay kuin kay aik tarhan say aap kay paass total amount ada karnay say phahalay amount aa jata hay ? Q2> Mai nay bank say interest pay loan lia hova hay, to kia may uss amount say zakaat yea kurbani kar sakta hoon? JazakALLAH 9/14/2009 12:04:24 AM
Question 18253: Assalam-o-alaekum, Mohtram Mufti Saheb, Mujay zakaat kay silsilay mai aik muskil aarahi hay umeed hay aap jawab dai kar tashafi farmaingay. mai nay apnay aik rishtadaydar ko 5-lakh bator kurz kay deay wapsi apni sahulat kay sath or 2 saal guzar chukay hain. 1) Kia mujay iss amount pay zakat ada karni hay ? or kitni? 2) agar mai iss amount ko apnay iss rashtadar ko ma''af kardaita hoon to kia phir bhee zakat aada karni hay mujay? 3)mai nay dainay kay baad yea request ki thee kay jaisay aap ko sahulat ho ada kardain bus mairay aik plot ki kuch kust ada kar dia karain taqreebun Rs 5000/- uss amount kay against. Kia baqi amount pay zakat ada karni hay ya poora amount pay ma''af karnay kay baad ? JazakALLAH 9/13/2009 11:57:27 PM
Question 17435: Dear Sir With reference to my question : 17386 about applicability of zakat. Gold(zevor) purchased for marriage of daughter and cash kept for marriage of daughter are also comes under zakat. 1/19/2009 4:04:39 AM
First Page | Previous Page | Next Page | Last Page