CATEGORIES >> AZAAN

Question 21430: Assalam o alaikum, Muhtaram, Mehrbani farmaen aur iqamat parne ka sahih tariqa tafseelan bian karien, kia parne wala aur suneney wale hath khole rakhen ya bandh kar. shukria 7/18/2010 5:02:54 AM
Question 19975: Respected Mufti Sahib, Assalam Allaikum, Mufti saab log kehtay hain keh agar hen (murghi) azaan day to ussay zibah ker dena chaheay, kya yeh baat theek hai? agar hai to keon? kindly answer me please!!! Thanks! 3/1/2010 11:34:22 AM
Question 18765: saalam mufti sahab,main ne ajj khawab main daikha k qayamat aa rahi hain like mountain rolling ho k pooray city ki taraf a rahay hain main balkoni se daikti hoo aur cheekh kar kahti hoon qayamat arahi hain aur zoor zoor se rorahi hoon ae allah tu mere maa baap aur bahan baiyoon k gunahoon ko muaff farma dain phir main daikkti hoon mountains ruk jatay hain sab log apnay logo ko doondh rahay hotay hian main kareeb a k mountain ko dakhti hoon woh chickni matti jaisa hota hain us k nichay log dab kar mar jatay hain aur kuch bach jatay hain.is k baad water bed jaisy koi cheez hain uspe ek adhmi jo kah raha hain jo apni jan bachana chahata hain woh is per beth jaiee uspe sab log beth rahay hote hain main apnay chotay do sons aur meri devrani aur main bathtay hain lakin woh banda khata hain is main app 4 main se 3 bath saktay hain toh main khati hoon app mere bachay aur in ki chachi ko lay jaye main us main se utar jati hoon phir woh water bed jaisy cheez pani main palat jati hain aur us per se sab log ghayab ho jatay hain (samjooh sab safe ho jatay hain) lakin main bohat roti hoon mere bachay kaha gaee phir usi dream main allah talla mujah dhikhata hain k mere bachay apni chachi kay saath hain yah daikh kar main khush ho jati hoon phir main nay daikha main wapis balkani main kharii hoon.aur meray haath main ek book hain aur us ko phar rahi hoon aur wohi sab kuch ho rah hain (like jaisay quran main sab qayamat k baray main likha hain aur wohi sab ho raha hain) phir meray sar k upper tak pani a jata hian lakin mujah pata nahin chalta koi mujah batata hain k hum pani main hain yah soon k main ghabra jati hoon lakin mujah kuch nahin hota is khawab ka kia matlab hain plz zara jaldi jawab enayat farmaeye shukria.... 11/15/2009 12:54:31 AM
Question 18460: Q1-what we should say during azaan ? Q2-please give me wazeefa to continue my namaz everyday. 10/18/2009 2:47:38 AM
Question 16587: Assalaamualaikum mufti sahab , kaise hain aap . Mujhe yeh poocha tha k (AZAAN) ka jawab kis tarah diya jata hai main Alhumdullilah azaan ka jawab deti hoon lekin phir ek baar baar se confirm karna chahti hoon azaan ka jawab kaise diya jata hai aur khaas karke (fajar ki azaan)KA jawab . Agar aap bata denge toh badi maherbani hogi . JAZAKAALLAH. 9/11/2008 6:24:58 AM
Question 16585: azan sai pehlai salaat jaiz hai . 9/10/2008 9:03:45 PM
Question 16513: please reply my question no 16377,16376 9/9/2008 2:00:11 PM
Question 12613: wat is surrogacy mother in islam?haraam or?jaiz ya najaiz ya maqruho? 12/2/2007 2:40:37 PM
Question 11945: salam mufti sahab kiya ghar main azan di ja sakti hai?ya record ki hoi azan kisi bi waqt ghar main chalayee ja sakti hai? plz sir humain jaldi reply kareen hum buhat bari problem main hain shayad aap k jawab se humari problem solve ho jaye 11/8/2007 12:05:36 AM
Question 11934: khwab main safeed ghory par bethna 11/7/2007 8:08:04 AM
First Page | Previous Page | Next Page | Last Page